| Haath khaali hain tere shehar se jaate jaate jaan hoti toh miri jaan lutaate jaate .! Ab toh har haath ka patthar hamen pahchanta hai Ab ke maayus hua yaaron ko rukhsat kar ke Rengne ki bhi ijaazat nahin hum ko warna Main toh jalte hue sahraon ka ik patthar tha Mujh ko rone ka saliqa bhi nahin hai shayad Hum se pahle bhi musafir kayi guzre honge |
हाथ ख़ाली हैं तेरे शहर से जाते जाते जान होती तो मिरी जान लुटाते जाते। अब तो हर हाथ का पत्थर हमें पहचानता है अब के मायूस हुआ यारों को रुख़्सत कर के रेंगने की भी इजाज़त नहीं हम को वर्ना मैं तो जलते हुए सहराओं का इक पत्थर था मुझ को रोने का सलीक़ा भी नहीं है शायद हम से पहले भी मुसाफ़िर कई गुज़रे होंगे |
Haath khaali hain tere shehar se jaate jaate / हाथ ख़ाली हैं तेरे शहर से जाते जाते
by Rahat Indori