| Ek chhota sa ladka tha main jin dinon ek mele mein pahuncha humakta hua ji machalta tha ek ek shayy par jaib khaali thi kuchh mol le na saka laut aaya liye hasraten sainkadon ek chhota sa ladka tha main jin dinon .! khair mahroomiyon ke wo din toh gaye |
एक छोटा सा लड़का था मैं जिन दिनों एक मेले में पहुँचा हुमकता हुआ जी मचलता था एक एक शय पर जैब ख़ाली थी कुछ मोल ले न सका लौट आया लिए हसरतें सैंकड़ों एक छोटा सा लड़का था मैं जिन दिनो। ख़ैर महरूमियों के वो दिन तो गए |
Ek chhota sa ladka tha main jin dinon (Ek ladka) / एक छोटा सा लड़का था मैं जिन दिनों
by Ibn-e-Insha