| Teri har baat mohabbat mein gawara kar ke dil ke bazar mein baithe hain khasara kar ke .! Aate jaate hain kayi rang mire chehre par Ek chingnri nazar aayi thi basti mein usey Aasmanon ki taraf phenk diya hai maine Main wo dariya hoon ki har boond bhanwar hai jis ki Muntazir hoon ki sitaron kī zara aankh lage |
तेरी हर बात मोहब्बत में गवारा कर के दिल के बाज़ार में बैठे हैं ख़सारा कर के। आते जाते हैं कई रंग मिरे चेहरे पर एक चिंगारी नज़र आई थी बस्ती में उसे आसमानों की तरफ़ फेंक दिया है मैंने मैं वो दरिया हूँ कि हर बूँद भँवर है जिस की मुंतज़िर हूँ कि सितारों की ज़रा आँख लगे |
Teri har baat mohabbat mein gawara kar ke / तेरी हर बात मोहब्बत में गवारा कर के
by Rahat Indori