Nazm Zid – Main kyon us ko phone karun | मैं क्यूँ उस को फ़ोन करूँ

by Parveen Shakir
Zid – Nazm by Parveen Shakir

main kyon us ko phone karun
us ke bhi toh ilm mein hoga

kal shab
mausam ki pahli baarish thi !!

ज़िद – परवीन शाकिर की नज़्म

मैं क्यूँ उस को फ़ोन करूँ
उस के भी तो इल्म में होगा

कल शब
मौसम की पहली बारिश थी !