| Hum ghoom chuke basti ban mein ik aas ki phaans liye man mein koi saajan ho koi pyaara ho koi deepak ho, koi taara ho jab jeevan raat andheri ho ik baar kaho tum meri ho.. jab saavan baadal chhaaye hon ik baar kaho tum meri ho.. haan dil ka daaman phaila hai ik baar kaho tum meri ho.. kya jhagda sood ḳhasaare ka |
हम घूम चुके बस्ती बन में इक आस की फांस लिए मन में कोई साजन हो कोई प्यारा हो कोई दीपक हो, कोई तारा हो जब जीवन रात अंधेरी हो इक बार कहो तुम मेरी हो.. जब सावन बादल छाए हों इक बार कहो तुम मेरी हो.. हां दिल का दामन फैला है इक बार कहो तुम मेरी हो.. क्या झगड़ा सूद ख़सारे का |
Ek baar kaho tum meri ho / इक बार कहो तुम मेरी हो
by Ibn-e-Insha