| Baithe baithe yunhi qalam le kar maine kaġhaz ke ek kone par apni maa apne baap ke do naam ek ghera bana ke kaat diye aur is gol daayre ke qareeb apna chhota sa naam taank diya mere uthte hi, mere bachche ne poore kaġhaz ko le kar phaad diya ! |
बैठे बैठे यूँही क़लम ले कर मैं ने काग़ज़ के एक कोने पर अपनी माँ अपने बाप के दो नाम एक घेरा बना के काट दिए और इस गोल दाएरे के क़रीब अपना छोटा सा नाम टाँक दिया मेरे उठते ही, मेरे बच्चे ने पूरे काग़ज़ को ले कर फाड़ दिया ! |