| Jab hijr ke shahar mein dhoop utri main jaag paḍa toh ḳhwab hua : Mohsin Naqvi Ghazal
Jab hijr ke shahar mein dhoop utri main jaag paḍa toh ḳhwab hua Barfīli rutt ki tez hawa kyon jheel mein kankar phenk gayi Tere hijr mein zehn pighalta tha tere qurb mein aankhen jalti hain Bhare shahar mein ek hi chehra tha jise aaj bhi galiyaan dhoondhti hain Baḍi umar ke baad in aankhon mein koi abr utra teri yaadon ka Kabhi wasl mein mohsin’ dil toota kabhi hijr ki rutt ne laaj rakhi |
जब हिज्र के शहर में धूप उतरी मैं जाग पड़ा तो ख़्वाब हुआ : मोहसिन नक़वी ग़ज़ल
जब हिज्र के शहर में धूप उतरी मैं जाग पड़ा तो ख़्वाब हुआ बर्फ़ीली रुत की तेज़ हवा क्यूँ झील में कंकर फेंक गई तेरे हिज्र में ज़ेहन पिघलता था तेरे क़ुर्ब में आँखें जलती हैं भरे शहर में एक ही चेहरा था जिसे आज भी गलियाँ ढूँडती हैं बड़ी उम्र के बा’द इन आँखों में कोई अब्र उतरा तेरी यादों का कभी वस्ल में मोहसिन’ दिल टूटा कभी हिज्र की रुत ने लाज रखी |
Jab hijr ke shahar mein dhoop utri main jaag pada toh khwab hua | Mohsin Naqvi Ghazal