Khumaar-e mausam-e khushbu had-e chaman mein khula / ख़ुमार-ए-मौसम ए-ख़ुश्बू हद-ए चमन में खुला

Khumaar-e mausam-e khushbu had-e chaman mein khula – Mohsin Naqvi Khumaar-e mausam-e khushbu had-e chaman mein khula meri ghazal ka khazana tere badan mein khula .! Tum us ka husn kabhi us ki bazm mein dekho ki mahtaab sada shab ke pairhan mein khula .! Ajab nasha tha magar us ki bakhshish-e lab mein ki … Read more

Faza ka habs shagufon ko baas kya dega / फ़ज़ा का हब्स शगूफ़ों को बास क्या देगा

Faza ka habs shagufon ko baas kya dega – Mohsin Naqvi Faza ka habs shagufon ko baas kya dega badan dareeda kisi ko libaas kya dega .! Ye dil ki qeht-e anaa se ghareeb thehra hai meri zabaan ko zar-e iltimaas kya dega .! Jo de saka na pahaadon ko barf ki chaadar woh meri … Read more

Kis ne sang-e khamoshi phenka bhare bazaar par / किस ने संग-ए ख़ामुशी फेंका भरे बाज़ार पर

Kis ne sang-e khamushi phenka bhare  bazaar par – Mohsin Naqvi Kis ne sang-e khamushi phenka bhare bazaar par ek sukoot-e marg taari hai dar-o deewar par .! Tune apni zulf ke saaye mein afsaane kahe mujh ko zanjeeren mili hain jurat-e-izhaar par .! Shaakh-e uriyaan par khila ek phool is andaaz se jis tarah … Read more

Woh shaaḳh-e mahtab kat chuki hai

बहुत दिनों से वो शाख़-ए-महताब कट चुकी है कि जिस पे तुम ने गिरफ़्त-ए-वा’दा की रेशमी शाल के सितारे सजा दिए थे बहुत दिनों से वो गर्द-ए-एहसास छट चुकी है कि जिस के ज़र्रों पे तुम ने पलकों की झालरों के तमाम नीलम लुटा दिए थे और अब तो यूँ है कि जैसे लब-बस्ता हिजरतों … Read more