| Zulf o rukh ke saaye mein zindagi guzaari hai dhoop bhi humari hai chhanv bhi humari hai .! Ġham-gusar chehron par aitbaar mat karna Moḍ lene waali hai zindagi koi shayad Haal khoon mein dooba hai kal na jaane kya hoga Mere hi buzurgon ne sar-bulandiyan bakhshin Ik ajeeb thandak hai is ke narm lahje mein Kuchh toh paayenge us ki qurbaton ka ḳhamyaza Baap bojh dhota tha kya jahez de paata Kah do ‘meer’ o ‘ghalib’ se hum bhi sher kahte hain Karbala nahin lekin jhooth aur sadaqat mein Gaanv mein mohabbat ki rasm hai abhi ‘manzar |
ज़ुल्फ़ ओ रुख़ के साए में ज़िंदगी गुज़ारी है धूप भी हमारी है छाँव भी हमारी है। ग़म-गुसार चेहरों पर एतबार मत करना मोड़ लेने वाली है ज़िंदगी कोई शायद हाल ख़ूँ में डूबा है कल न जाने क्या होगा मेरे ही बुज़ुर्गों ने सर-बुलंदियाँ बख़्शीं इक अजीब ठंडक है इस के नर्म लहजे में कुछ तो पाएँगे उस की क़ुर्बतों का ख़म्याज़ा बाप बोझ ढोता था क्या जहेज़ दे पाता कह दो ‘मीर’ ओ ‘ग़ालिब’ से हम भी शेर कहते हैं कर्बला नहीं लेकिन झूट और सदाक़त में गाँव में मोहब्बत की रस्म है अभी ‘मंज़र |
Zulf o rukh ke saaye mein zindagi guzaari hai | ज़ुल्फ़ ओ रुख़ के साए में ज़िंदगी गुज़ारी है
by Manzar Bhopali