| Tu jo badla toh zamana bhi badal jaayega ghar jo sulga toh bhara shahar bhi jal jaayega .! Samne aa ki mira ishq hai mantiq mein aseer aag bhadki toh ye patthar bhi pighal jaayega .! Dil ko main muntazir-e-abr-e-karam kyon rakkhun Mausam-e-gul agar is haal mein aaya bhi toh kya Waqt ke paanv ki zanjeer hai raftaar-e-‘nadeem |
तू जो बदला तो ज़माना भी बदल जाएगा घर जो सुलगा तो भरा शहर भी जल जाएगा। सामने आ कि मिरा इश्क़ है मंतिक़ में असीर आग भड़की तो ये पत्थर भी पिघल जाएगा। दिल को मैं मुंतज़िर-ए-अब्र-ए-करम क्यूँ रक्खूँ मौसम-ए-गुल अगर इस हाल में आया भी तो क्या वक़्त के पाँव की ज़ंजीर है रफ़्तार-ए-‘नदीम |
Tu jo badla toh zamana bhi badal jaayega | तू जो बदला तो ज़माना भी बदल जाएगा
by Ahmad Nadeem Qasmi