| Saans lena bhi saza lagta hai ab toh marna bhi rawaa lagta hai .! Koh-e-gham par se jo dekhun toh mujhe Sar-e-bazaar hai yaaron ki talaash Mausam-e-gul mein sar-e-shaaḳh-e-gul Muskurata hai jo is aalam mein Itna maanoos hoon sannate se Un se mil kar bhi na kaafoor hua Nutq ka saath nahin deta zehn Is qadar tund hai raftaar-e-hayaat |
साँस लेना भी सज़ा लगता है अब तो मरना भी रवा लगता है। कोह-ए-ग़म पर से जो देखूँ तो मुझे सर-ए-बाज़ार है यारों की तलाश मौसम-ए-गुल में सर-ए-शाख़-ए-गुलाब मुस्कुराता है जो इस आलम में इतना मानूस हूँ सन्नाटे से उन से मिल कर भी न काफ़ूर हुआ नुत्क़ का साथ नहीं देता ज़ेहन इस क़दर तुंद है रफ़्तार-ए-हयात |
Saans lena bhi saza lagta hai | साँस लेना भी सज़ा लगता है
by Ahmad Nadeem Qasmi