| Mere khilaaf in mein baahami mashware hue hain : Umair Najmi Ghazal
Mere khilaaf in mein baahami mashware hue hain Chhaten tapakna bhi ek nemat hai muddaton baad Koi inhen maar de toh aadhi saza hi paaye Jhukaav kandhon ka koi tibbi maraz nahin hai Andhere kamre mein ḳhauf-o-ḳhwahish ki kashmakash hai Udaas mahaul nam faraaham kiya musalsal Mira muqaddar hai bas taAssuf mein haath malna |
मेरे ख़िलाफ़ इन में बाहमी मशवरे हुए हैं : उमैर नजमी ग़ज़ल
मेरे ख़िलाफ़ इन में बाहमी मशवरे हुए हैं छतें टपकना भी एक नेमत है मुद्दतों बा’द कोई इन्हें मार दे तो आधी सज़ा ही पाए झुकाव कंधों का कोई तिब्बी मरज़ नहीं है अंधेरे कमरे में ख़ौफ़-ओ-ख़्वाहिश की कश्मकश है उदास माहौल नम फ़राहम किया मुसलसल मिरा मुक़द्दर है बस तअस्सुफ़ में हाथ मलना |