| Kyon tere saath rahen umr basar hone tak hum na dekhenge imarat ko khandHar hone tak .! Tum toh darwaza khula dekh ke dar aaye ho Chup rahen aah bharen cheekh uthen ya mar jaayen Hum pe kar dhyan arey chaand ko takne waale Haal mat poochhiye kuchh baaten bataane ki nahin Sag e aawara ki manind mohabbat ke faqeer Aap maalī hain na sooraj hain na mausam phir bhi Dasht-e-ḳhamosh mein dam saadhe paḍa rahta hai Faani hone se na ghabraaiye faris’ ki hamen |
क्यों तेरे साथ रहें उम्र बसर होने तक हम न देखेंगे इमारत को खंडहर होने तक। तुम तो दरवाज़ा खुला देख के दर आए हो चुप रहें आह भरें चीख़ उठें या मर जाएँ हम पे कर ध्यान अरे चाँद को तकने वाले हाल मत पूछिए कुछ बातें बताने की नहीं सग-ए-आवारा के मानिंद मोहब्बत के फ़क़ीर आप माली हैं न सूरज हैं न मौसम फिर भी दश्त-ए-ख़ामोश में दम साधे पड़ा रहता है फ़ानी होने से न घबराईए फ़ारिस’ कि हमें |
Kyon tere saath rahen umr basar hone tak | क्यों तेरे साथ रहें उम्र बसर होने तक
by Rehman Faris