| Khulegi us nazar pe chashm-e-tar aahista aahista kiya jaata hai paani mein safar aahista aahista .! Koi zanjeer phir waapas wahin par le ke aati hai kathin ho raah toh chhutta hai ghar aahista aahista .! Badal dena hai rasta ya kahin par baith jaana hai Khalish ke saath is dil se na meri jaan nikal jaaye Hawa se sar-kashi mein phool ka apna ziyan dekha |
खुलेगी उस नज़र पे चश्म-ए-तर आहिस्ता आहिस्ता किया जाता है पानी में सफ़र आहिस्ता आहिस्ता। कोई ज़ंजीर फिर वापस वहीं पर ले के आती है कठिन हो राह तो छुटता है घर आहिस्ता आहिस्ता। बदल देना है रस्ता या कहीं पर बैठ जाना है ख़लिश के साथ इस दिल से न मेरी जाँ निकल जाए हवा से सर-कशी में फूल का अपना ज़ियाँ देखा |