| Kahin na tha wo dariya jis ka saahil tha main aankh khuli toh ik sahra ke muqabil tha main .! Haasil kar ke tujh ko ab sharminda sa hoon Kis ehsaas-e-jurm ki sab karte hain tawaqqo Kaun tha woh jis ne ye haal kiya hai mera Saari tawajjoh dushman par markuz thi meri Jin par main thoḍa sa bhi aasan hua hoon Neend nahin aati thi saazish ke dhadke mein Ghar mein ḳhud ko qaid toh maine aaj kiya hai |
कहीं न था वो दरिया जिस का साहिल था मैं आँख खुली तो इक सहरा के मुक़ाबिल था मैं। हासिल कर के तुझ को अब शर्मिंदा सा हूँ किस एहसास-ए-जुर्म की सब करते हैं तवक़्क़ो कौन था वो जिस ने ये हाल किया है मेरा सारी तवज्जोह दुश्मन पर मरकूज़ थी मेरी जिन पर मैं थोड़ा सा भी आसान हुआ हूँ नींद नहीं आती थी साज़िश के धड़के में घर में ख़ुद को क़ैद तो मैंने आज किया है |
Kahin na tha wo dariya jis ka saahil tha main | कहीं न था वो दरिया जिस का साहिल था मैं
by Shariq Kaifi