| Jaane tu kya dhoondh raha hai basti mein veerane mein laila toh aey qais milegi dil ke daulat-ḳhane mein .! Janam janam ke saaton dukh hain us ke maathe par tahreer Mahfil mein us shaḳhs ke hote kaif kahan se aata hai Kis ka kis ka haal sunaya tune aey afsaana-go Is basti mein itne ghar thay itne chehre itne log |
जाने तू क्या ढूँढ रहा है बस्ती में वीराने में लैला तो ऐ क़ैस मिलेगी दिल के दौलत-ख़ाने में। जनम जनम के सातों दुख हैं उस के माथे पर तहरीर महफ़िल में उस शख़्स के होते कैफ़ कहाँ से आता है किस का किस का हाल सुनाया तूने ऐ अफ़्साना-गो इस बस्ती में इतने घर थे इतने चेहरे इतने लोग |
Jaane tu kya dhoondh raha hai basti mein veerane mein / जाने तू क्या ढूँढ रहा है बस्ती में वीराने में
by Ibn-e-Insha