| Is se pehle ki tujhe aur sahara na mile main tire saath hoon jab tak mere jaisa na mile .! Kam se kam badle mein jannat usey de di jaaye jis mohabbat ke girftaar ko sehra na mile .! Mujh ko ik rang ataa kar taaqi pehchan rahe kal kula ye na ho tujh ko mera chehra nah mile .! Log kahte hain ki hum log bure aadmi hain Bas yahi kah ke usey maine khuda ko saunpa Tum duaa karte raho mera achha rahe Mujh ko dekha toh mujhe aise lipat kar royi Baddua hai ke wahan aaye jahan baithe the |
इस से पहले कि तुझे और सहारा न मिले मैं तिरे साथ हूँ जब तक मिरे जैसा न मिले। कम से कम बदले मे जन्नत उसे दे दी जाये जिस मोहब्बत के गिरफ्तार को सेहरा ना मिले। मुझ को इक रंग अता कर ताकि पहचान रहे कुल-कुला ये न हो तुझ को मेरा चेहरा ना मिले। लोग कहते है के हम लोग बुरे आदमी है बस यही कह के उसे मैने खुदा को सौंपा मुझ को देखा तो मुझे ऐसे लिपट कर रोइ बद्दुआ है के वहाँ आये जहाँ बैठे थे |
Is se pehle ki tujhe aur sahara na mile | इस से पहले कि तुझे और सहारा न मिले
by Afkar Alvi