| Ek din khud ko apne paas bithaya hum ne pahle yaar banaya phir samjhaya hum ne .! Khud bhi aakhirkar unhi vaadon se bahle Bheed ne yunhi rahbar maan liya hai warna Maut ne saari raat humari nabz tatoli Ghar se nikle chauk gaye phir park mein baithe In lamhonn mein kis ki shirkat kaisi shirkat Duniya ke kachche rangon ka rona roya Jab shariq’ pahchan gaye manzil ki haqeeqat |
इक दिन ख़ुद को अपने पास बिठाया हम ने पहले यार बनाया फिर समझाया हम ने। ख़ुद भी आख़िरकार उन्ही वादों से बहले भीड़ ने यूँही रहबर मान लिया है वर्ना मौत ने सारी रात हमारी नब्ज़ टटोली घर से निकले चौक गए फिर पार्क में बैठे इन लम्हों में किस कि शिरकत कैसी शिरकत दुनिया के कच्चे रंगों का रोना रोया जब शारिक़’ पहचान गए मंज़िल की हक़ीक़त |
Ek din khud ko apne paas bithaya hum ne | इक दिन ख़ुद को अपने पास बिठाया हम ने
by Shariq Kaifi