Ek boond thi lahoo ki sar-e-daar toh giri / इक बूँद थी लहू की सर-ए-दार तो गिरी

by Ahmad Faraz
3/5 - (1 vote)
Ek boond thi lahoo ki sar-e-daar toh giri
ye bhi bahut hai khauf kī deewar toh giri .!

Kuchh mughbachon kī jurat-e-rindana ke nisar
ab ke khatib-e-shahar ki dastaar toh giri .!

Kuchh sar bhi kat gire hain pa kohram toh macha
yun qaatilon ke haath se talwaar bhi giri .!!

इक बूँद थी लहू की सर-ए-दार तो गिरी
ये भी बहुत है ख़ौफ़ की दीवार तो गिरी।

कुछ मुग़्बचों की जुरअत-ए-रिंदाना के निसार
अब के ख़तीब-ए-शहर की दस्तार तो गिरी।

कुछ सर भी कट गिरे हैं प कोहराम तो मचा
यूँ क़ातिलों के हाथ से तलवार भी गिरी।।