| Dil ko darun-e-khana hi bahlao ghar raho tum ko kasam hai bheeḍ mein mat jaao ghar raho .! Zinda rahe toh yaar bahut mahfilen bahut Maana ki eid milna bhi dastoor hai magar Chaukhat na paar karna ki baahar hai qatl-e-aam Mahboob ko bhi le ke maroge tum apne saath Dariya-e-khoon hai qariya-o-bazaar mein rawan Ik mufti-e-sakhi ka hai fatwa ki theek hai Faris! hamen bhi shauq-e-mulaqaat hai magar |
दिल को दरून-ए-ख़ाना ही बहलाओ घर रहो तुम को क़सम है भीड़ में मत जाओ घर रहो। ज़िंदा रहे तो यार बहुत महफ़िलें बहुत माना कि ईद मिलना भी दस्तूर है मगर चौखट न पार करना कि बाहर है क़त्ल-ए-आम महबूब को भी ले के मरोगे तुम अपने साथ दरिया-ए-ख़ूँ है क़र्या-ओ-बाज़ार में रवाँ इक मुफ़्ती-ए-सख़ी का है फ़तवा कि ठीक है फ़ारिस! हमें भी शौक़-ए-मुलाक़ात है मगर |
Dil ko darun-e-khana hi bahlaao ghar raho | दिल को दरून-ए-ख़ाना ही बहलाओ घर रहो
by Rehman Faris