| Bala wo tal gayi sadqe mein jis ke shahar chadhe hamein dubo ke na ab koi khooni nahar chadhe .! Badha jo main thake qadamon ne bad-dua ye di Wahi milan ka samaa us se maanjhiyo hoga Khuda kare tera tan-man rahe yoonhi ujala Dhakun badan toh gaye mausamon ki boo mehke Bana wo chaand musawwir toh us pe qaid lagi |
बला वो टल गई सदक़े में जिस के शहर चढ़े हमें डुबो के न अब कोई ख़ूनी नहर चढ़े। बढ़ा जो मैं थके क़दमों ने बददुआ ये दी वही मिलन का समाँ उस से माँझियो होगा ख़ुदा करे तिरा तन-मन रहे यूँही उजला ढकूँ बदन तो गए मौसमों की बू महके बना वो चाँद मुसव्विर तो उस पे क़ैद लगी |
Bala wo tal gayi sadqe mein jis ke shahar chadhe | बला वो टल गई सदक़े में जिस के शहर चढ़े
by Nida Fazli