Skip to content

Poetry Walla

  • Mohsin Naqvi

Ghazals

Ho jaayegi jab tum se shanasaai zara aur – Aanis Moin Ghazal

October 28, 2025 by admin

Ho jaayegi jab tum se shanasaai zara aur badh jaayegi shayad meri tanhaai zara aur .! Kyon khul gaye logon pe meri zaat ke asraar aey kaash ki hoti meri gehraai zara aur .! Phir haath pe zakhmon ke nishaan gin na sakoge ye uljhi hui dor jo suljhaai zara aur .! Tardeed toh kar … Read more

Categories Aanis Moin Poetry, Ghazals Leave a comment

Khayal jiska tha mujhe khayal mein mila mujhe – Munir Niazi

October 28, 2025 by admin

Khayal jiska tha mujhe khayal mein mila mujhe sawaal ka javaab bhi saavaal mein mila mujhe .! Gaya toh is tarah gaya ki muddaton nahin mila mila jo phir toh yun ki woh malaal mein mila mujhe .! Tamaam ilm zeest ka guzishtagan se hi hua amal guzishta daur ka misaal mein mila mujhe .! … Read more

Categories Ghazals, Munir Niazi Leave a comment

Kisi ko apne amal ka hisaab kya dete – Munir Niazi Ghazal

October 27, 2025 by admin

Kisi ko apne amal ka hisaab kya dete sawaal saare ghalat the jawaab kya dete .! ḳharaab sadiyon ki be-ḳhwaabiyan thin aankhon mein ab in be-ant ḳhalaaon mein ḳhwaab kya dete .! hawa ki tarah musaafir the dilbaron ke dil unhen bas ek hi ghar ka azaab kya dete .! sharaab dil ki talab thi … Read more

Categories Ghazals, Munir Niazi Leave a comment

Recent Posts

  • Ho jaayegi jab tum se shanasaai zara aur – Aanis Moin Ghazal
  • Khayal jiska tha mujhe khayal mein mila mujhe – Munir Niazi
  • Guzarta saal hai aur saal ka ye aakhri din hai – Abrar Nadeem
  • Kisi ko apne amal ka hisaab kya dete – Munir Niazi Ghazal
  • Ek naye lafz ki taḳhleeq – Mohsin Naqvi Nazm

Recent Comments

No comments to show.
© 2025 Poetry Walla • Built with GeneratePress