| Meri jaanib rawana hai ajal aahista aahista : Umair Najmi Ghazal
Meri jaanib rawana hai ajal aahista aahista Akela tha magar ab halqa-e-ahbaab rakhta hoon Koi guzra tha ek din saamne se jaldbaazi mein Kisi ke ashkon ne chheeni miri ḳhud se wafadaari Ghutan mein us ki maddham saans yun gaalon ko chhooti thi Kuchh itna saath rahti hai mujhe dar hai kami teri Badal aaya hoon mustaqbil mein tarteeb-e-havaadis ko Tabhi ujlat mein un ko tark karna ghair-mumkin tha Utar aaya meri aankhon mein aaḳhir motiya ‘najmi |
मेरी जानिब रवाना है अजल आहिस्ता आहिस्ता : उमैर नजमी ग़ज़ल
मेरी जानिब रवाना है अजल आहिस्ता आहिस्ता अकेला था मगर अब हल्क़ा-ए-अहबाब रखता हूँ कोई गुज़रा था इक दिन सामने से जल्द-बाज़ी में किसी के अश्कों ने छीनी मेरी ख़ुद से वफ़ादारी घुटन में उस की मद्धम साँस यूँ गालों को छूती थी कुछ इतना साथ रहती है मुझे डर है कमी तेरी बदल आया हूँ मुस्तक़बिल में तरतीब-ए-हवादिस को तभी उजलत में उन को तर्क करना ग़ैर-मुमकिन था उतर आया मेरी आँखों में आख़िर मोतिया ‘नजमी |