| Aziyyat apni qismat thi aziyyat se nahin nikle juda ho kar bhi hum donon mohabbat se nahin nikle .! Anaa ke daayron main thay so ek dooje ko kho baithe Qadam chokhat pe rakhte hi ye baazu phail jaate hain Bahut mumkin tha ruk jaate pukaara hi nahin tum ne |
अज़ीयत अपनी क़िस्मत थी अज़ीयत से नहीं निकले जुदा हो कर भी हम दोनों मोहब्बत से नहीं निकले। अना के दायरों में थे सो एक दूजे को खो बैठे क़दम चौखट पे रखते ही ये बाज़ू फैल जाते हैं बहुत मुमकिन था रुक जाते पुकारा ही नहीं तुम ने |