| Is kharabe mein kuchh aage woh jagah aati hai : Umair Najmi Ghazal
Is kharabe mein kuchh aage woh jagah aati hai Maine zindaan mein seekha tha aseeron se ek ism Khoob raunaq thi in aankhon mein phir ek khwaab aaya Us ko parde ka taraddud nahin karna paḍta Laḍne jaate hain ki kuchh maal-e-ghanimat le aayen Theek hai saath raho mere magar ek sawaal Sahan mein phirti hai barson ki sadhaai hui yaad |
इस ख़राबे में कुछ आगे वो जगह आती है : उमैर नजमी ग़ज़ल
इस ख़राबे में कुछ आगे वो जगह आती है मैंने ज़िंदान में सीखा था असीरों से एक इस्म ख़ूब रौनक़ थी इन आँखों में फिर एक ख़्वाब आया उस को पर्दे का तरद्दुद नहीं करना पड़ता लड़ने जाते हैं कि कुछ माल-ए-ग़नीमत ले आएँ ठीक है साथ रहो मेरे मगर एक सवाल सहन में फिरती है बरसों की सधाई हुई याद |