| Phirte hain ab bhi dil ko garebaan kiye hue jin vahshiyon pe hain tire ehsaan kiye hue .! Tajdeed-e-ishq kya ho ke barson guzar gaye tujh se koi sukhan bhi miri jaan kiye hue .! Ab tujh se kya gila ho ke ik umr ho gayi Dil se hui hai phir tire baare mein guftugu Ji maanta nahin hai ki hum bhi bhula chuken Kuchh zid mein naasehon kī tujhe chahte rahe Hum wo ki tujh ko sher mein tasweer kar diya Bazar sard tha na khareedaar kam-nazar Aey ishq hum se aur bhī honge zamane mein Kuchh hum se na-murad ki phirte hain ku-ba-ku Vaada kiya tha us ne kisī shaam ka kabhi Ab us ke jaur se bhi gaye hum ki jab se hain Ye ratjage qubool ki aaraam se toh hain Hum wo aseer hain ki zamane guzar gaye Tark-e-wafa ke baad hawas Iḳhtiyaar kī Jaan-e-‘faraz’ marg-e-tamanna ke bawajood |
फिरते हैं अब भी दिल को गरेबाँ किए हुए जिन वहशियों पे हैं तिरे एहसाँ किए हुए। तज्दीद-ए-‘इश्क़ क्या हो के बरसों गुज़र गए तुझ से कोई सुख़न भी मिरी जाँ किए हुए। अब तुझ से क्या गिला हो के इक ‘उम्र हो गई दिल से हुई है फिर तिरे बारे में गुफ़्तुगू जी मानता नहीं है कि हम भी भुला चुकें कुछ ज़िद में नासेहों की तुझे चाहते रहे हम वो कि तुझ को शे’र में तस्वीर कर दिया बाज़ार सर्द था न ख़रीदार कम-नज़र ऐ ‘इश्क़ हम से और भी होंगे ज़माने में कुछ हम से ना-मुराद कि फिरते हैं कू-ब-कू वा’दा किया था उस ने किसी शाम का कभी अब उस के जौर से भी गए हम कि जब से हैं ये रतजगे क़ुबूल कि आराम से तो हैं हम वो असीर हैं कि ज़माने गुज़र गए तर्क-ए-वफ़ा के बा’द हवस इख़्तियार की जान-ए-‘फ़राज़’ मर्ग-ए-तमन्ना के बावजूद |