| Apni marzi se kahan apne safar ke hum hain ruḳh hawaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hain .! Pahle har cheez thi apni magar ab lagta hai Waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se Chalte rahte hain ki chalna hai musafir ka naseeb Hum wahan hain jahan kuchh bhi nahīn rasta na dayar Gintiyon mein hi gine jaate hain har daur mein hum |
अपनी मर्ज़ी से कहाँ अपने सफ़र के हम हैं रुख़ हवाओं का जिधर का है उधर के हम हैं। पहले हर चीज़ थी अपनी मगर अब लगता है वक़्त के साथ है मिट्टी का सफ़र सदियों से चलते रहते हैं कि चलना है मुसाफ़िर का नसीब हम वहाँ हैं जहाँ कुछ भी नहीं रस्ता न दयार गिनतियों में ही गिने जाते हैं हर दौर में हम |