| Kamaal-e-ishq hai deewana ho gaya hoon main ye kis ke haath se daaman chhuda raha hoon main .! Tumhin toh ho jise kahta hai nakhuda duniya Ye mere ishq ki majbooriyan maAaz-allaah Is ik hijaab pe sau be-hijaabiyan sadqe Bataane waale wahin par bataate hain manzil Kabhi ye zom ki tu mujh se chhup nahin sakta Mujhe sune na koi mast-e-baada-e-ishrat |
कमाल-ए-इश्क़ है दीवाना हो गया हूँ मैं ये किस के हाथ से दामन छुड़ा रहा हूँ मैं। तुम्हीं तो हो जिसे कहती है नाख़ुदा दुनिया ये मेरे इश्क़ की मजबूरियाँ मआज़-अल्लाह इस इक हिजाब पे सौ बे-हिजाबियाँ सदक़े बताने वाले वहीं पर बताते हैं मंज़िल कभी ये ज़ोम कि तू मुझ से छुप नहीं सकता मुझे सुने न कोई मस्त-ए-बादा-ए-इशरत |
Kamaal-e-ishq hai deewana ho gaya hoon main | कमाल-ए-इश्क़ है दीवाना हो गया हूँ मैं
by Asrarul Haq Majaz