| Ye chupke chupke na thamne waali hansi toh dekho woh saath hai toh zara humari khushi toh dekho .! Bahut haseen raat hai magar tum toh so rahe ho Jagah jagah seel ke ye dhabbe ye sard bistar Damak raha hoon abhi talak us ke dhyan se main Ye aakhiri waqt aur ye behisi jahan ki Abhi bahut rang hain jo tum ne nahin chhue hain |
ये चुपके चुपके न थमने वाली हँसी तो देखो वो साथ है तो ज़रा हमारी ख़ुशी तो देखो। बहुत हसीं रात है मगर तुम तो सो रहे हो जगह जगह सील के ये धब्बे ये सर्द बिस्तर दमक रहा हूँ अभी तलक उस के ध्यान से मैं ये आख़िरी वक़्त और ये बे-हिसी जहाँ की अभी बहुत रंग हैं जो तुम ने नहीं छुए हैं |
Ye chupke chupke na thamne wali hansi toh dekho | ये चुपके चुपके न थमने वाली हँसी तो देखो
by Shariq Kaifi