| Sabz mausam ki khabar le ke hawa aayi ho kaam patjhaḍ ke aseeron ki dua aayi ho .! Laut aayi ho woh shab jis ke guzar jaane par Isi ummeed mein har mauj-e-hawa ko chuma Geet jitne likhe un ke liye aey mauj-e-saba Aahaten sirf hawaaon ki hi dastak na banen Yun sar-e-aam khule sar main kahan tak baithun Jab bhi barsaat ke din aaye yahi jee chaha Tere tohfe toh sab achchhe hain magar mauj-e-bahaar |
सब्ज़ मौसम की ख़बर ले के हवा आई हो काम पतझड़ के असीरों की दुआ आई हो। लौट आई हो वो शब जिस के गुज़र जाने पर इसी उम्मीद में हर मौज-ए-हवा को चूमा गीत जितने लिखे उन के लिए ऐ मौज-ए-सबा आहटें सिर्फ़ हवाओं की ही दस्तक न बनें यूँ सर-ए-आम खुले सर मैं कहाँ तक बैठूँ जब भी बरसात के दिन आए यही जी चाहा तेरे तोहफ़े तो सब अच्छे हैं मगर मौज-ए-बहार |
Sabz mausam ki khabar le ke hawa aayi ho | सब्ज़ मौसम की ख़बर ले के हवा आई हो
by Parveen Shakir