Khayal jiska tha mujhe khayal mein mila mujhe
sawaal ka javaab bhi saavaal mein mila mujhe .!
Gaya toh is tarah gaya ki muddaton nahin mila
mila jo phir toh yun ki woh malaal mein mila mujhe .!
Tamaam ilm zeest ka guzishtagan se hi hua
amal guzishta daur ka misaal mein mila mujhe .!
Har ek sakht waqt ke baad aur waqt hai
nishaan kamaal-e fikr ka zawaal mein mila mujhe .!
Nihaal sabz rang mein jamaal jis ka hai ‘munir
kisi qadim khwaab ke muhaal mein mila mujhe .!!
ख़याल जिसका था मुझे ख़याल में मिला मुझे – मुनीर नियाज़ी
ख़याल जिसका था मुझे ख़याल में मिला मुझे
सवाल का जवाब भी सवाल में मिला मुझे।
गया तो इस तरह गया कि सदियों नहीं मिला
मिला जो फिर तो यूँ की वो मलाल में मिला मुझे।
तमाम इल्म ज़ीस्त का गुज़िश्तगां से ही हुआ
अमल गुज़िश्ता दौर का मिसाल में मिला मुझे।
हर एक सख्त वक़्त के बाद और वक़्त है
निशान कमाल-ए फ़िक्र का जवाल में मिला मुझे।
निहाल सब्ज़ रंग में जमाल जिसका है ‘मुनीर
किसी क़दीम ख़्वाब के मुहाल में मिला मुझे।।
The thought that was mine I found in a thought – Munir Niazi
The thought that was mine, I found in a thought,
The answer to the question, I found in a question.
He departed in such a way that for centuries he was not found,
When he was found again, it was thus: in regret, I found him.
All the knowledge of existence came from those who passed before,
The practice of the past era, I found in an example.
After every harsh time, there is more time,
The mark of the wonder of thought, I found in wandering.
The sapling green in hue, whose beauty is ‘Muneer,
I found in the impossibility of some ancient dream.